Skip to main content

Youtube se paisa kaise kamaye , how to make money online from youtube

Dosto humlog rozana youtube ka estemal karte ha phir chahe hume movie dekhna ho, song sunana ho, koi information ya  hume apni study ke liye video hi kyo na dekhna ho. Hum apni jarurat ke choti choti chij ke liye bhi youtube me hi asrit ha.
Par kya apne kabhi socha ha ki youtube se hum ghar bhaithe paise kama sakte ha.
youtube par lakho , kadoro videos ha jo public ke information , intertariment, daily life me uptudate rahne ka main source ha . 
Jisse hume duniya bhar ki lagbhag sari information mil jati ha.

Par kya aapne kabhi ye socha ha ki youtube me videos dalta kon ha aur kyo?
to jawab ya ki ye koi aur hum aur aap jaise hi log . Wo aalag bat hj ki esme bade bade chanells wale kuch badi badi hasti bhi hoti ha jo esme videos upload karti ha. par genraly jo log hote ha wo aam admi hi hote jo eski madad se lakho kamte hi nahi ha balki apni ek alag pahchan bhi banate ha. 
To dosto kya aap bhi youtube ki madad se online ghar baithe paisa kamana chahte ha 
to chaliye in topics ki madad se enke bare me jante ha.

1. Apne Youtube channel ko grow kare
2 . Apne youtube channel ko addsense se           jore. aur earning kare.
3. Affilite marketing se earning .


1. Youtube channel ko grow kaise.           kare.

1.  Creat youtube channel

Dosto youtube se earning ke liye hume sabse pahle youtube channel creat karna padega jo bahut aasani se aapne androide mobile se bhi kar sakte ha. And dosto ye starting process ha esme aapko earning ke bare me nahi sochna ha balki apne channel ke grow ke bare me sochna hoga.

Esliye liye aapke pass ek gmail id hona chahiye jo youtube me login ho. Jo app sabhi me hoga ha aur uske baad youtube open karana hoga aur
right side ke corner me click kare----- eske bad your channel me click kare ----- then jis name se channel create karna wo name bhare aur es taarah aapka channel creat ho gaya.



NOte. Apne channel ka aesa name rakhe.                 jise name se koi channel bana na ho              esse kisi ko apka channel dhundhne.              me paresani nahi hogi.

2. Upload videos.

aap koi bhi video upload kar sakte ha.
jisko aapne khud banaya ho. Jo dushro ke liye important ho enteraminent ke rup me ,  Ya education , information rup me .

3. Apne channel me subcribers aur viewers 
    Ko badhaye.
  
Aapko apne youtube channel me subcribers aur viewers ko badhana parega . Jitna jadya subcirbers and viewers aapke chennal me honge utna jyada aaka channal grow hoga .
Eske liye aapko lagatar acchi achi videos dalni hogi apne channel me. Jo aapke viewers aur subcribers ko acaha lega .
Jo aapko apke channel se earning ke bahut
Important ha.

4. Monitize your youtube channel

Ye main hisssa aapki youtube channel se earning ke liye . Jise aap apne mobile se
youtube ki setting me jake monitize enable kar sakte ha.

Part eske liye kuch condition ha
(a) apke channal me 1000 subcribers hone          chahiye.
(b) apke channel me jitne vi videos ha un            sabhi se 4000 ghante ka watch time.                hona chahiye.
(c) ye sabhi condition 12 mahine ke andar
      Puri honi chahiye.

Disto ye conditions puri ho jati ha bus aapka regularly acchi video post karni ha.
Aur puri mahnet karni hogi .
Ek bar agar aap yaha tak pahuch gaye to eska matlab aapne aapni youtube carear me success achive kar liya.
aapko apne channel me earning se pahle jitna bhi chij karni thi apki wo sabhi chij complete ho gayi. Ab aap earning ke bare me soch sakte ha.


2. Apne video me adsense ke liye .           aply kare.


Ye kisi bhi youtube chanel ke liye earning
Ka main source ha.
Ab aap apne channel se earning ke liye
adsense ke liye aply kar sakte ha. jo ki monitization ke bad hota ha. eske bad aapke videos me adds aane lagenge jissse aapki earning hogi.


3. Affiliate marketing se earning

 Ye bhi youtube se earning ke liye bahut acha tarika ha. Jisme aap kisi bhi product ko apne channal je jariye viewers ko suggest kar sakte ha . And jab viewers us product ko aapke link ke jariye kharidega jisse aapko eska comition milega aur aapki earning hogi.

Youtube me kon si videos aplod kare?
Jaisa ki maine aapse kaha ha ki aap kisi bhi topics pe videos bana sakte ha jisme aapko
Intrest ho. Jis tipics se aap bahut ache se logo Ko apne channel ki taraf akarsit kar sakte ha.
1. Dancing course videos
2. Singing videos.
3. Comedy videos
4. Prank videos
5. Educatinal videos
6. Science exprement video
7. Teaching videos
5. Online earning tips videos
6. Online computer cource video
7. Tech an tutorial videos
8. Knowledge videos.

Aur aese bahut sare topics ha jispar aap videos bana sakte ho. Aur sabse important bat ye ha Ki ap jo bhi topic select kijiye usme regular videos banate rahe aur channel viewers and subcribers badhane ke bare me soche.

Youtubs se earning chalu hone me kitna time lagta ha?
Dosto ye to aapki mahnet pe depend karta ha ki aapko kitna time lagta ha. Par lagbag logo ko 12 months se jyada lag jata ha. Agar aap regular video banate rahte ha to ho sakta ha aapko esse kuch kam time lage. Par Aapko 12 month se jyada man ke chalna hoga.

Youtube se kitni earning ki ja sakti ha?
Dosto youtube apne hunar ko dikhne ke liye bahut bara platform ha. Yaha se lakho logo ka sapna pura huwa ha. yaha se kai log to lakho kamate ha jisne yaha jitni mahnat ki ha wo utna hi succesful bana ha.
Aap starting me jyda nahi balki 10,000 se 120,000 tak hi kama sakte ha. Wo bhi start hone ke 10 se 12 mahine ka entezar karna par sakte ha. Par ek bar aapki earning start ho gayegi to dhire dhire aap 40,000 se 50,000 rs tak mahina kama sakte ha.

Ummed ha aapko ye post pasand aaya hoga aur aap youtube se earning ke bare me sab kuch samaj aa gaye hoga.


Comments

Popular posts from this blog

5 ways to earn money online 2020, इन 5 तरीकों से आप भी ऑनलाइन कमा सकते हैं पैसा, how to make money online in hindi

      5 waya to make money online in hindi  Aaj ki es digital life me ab har chij online hoti ja rahi ha. Yaha tak ki ab log online paisa bhi kamane lageb hain. Aur aaj ki naye yuwa pidhi bhi online kam karne me jyada jod de rahe hain. Aur online kam kare bhi kyo nahi jab online kam kar ke log na sirf paisa balki name , fame, aur ek achi life bhi ji sakti hain. aur aaj ek nahi ha aese hajaro log hain jo online kam karke lakho kama rahe hain. Aur dosto agar aap ye post padh rahe hain to eska matlab hain ki aap bhi online earning karna cahte hain. lakin dosto esme sabse badi samasya ye hain ki hum log ye to jante online kam karke achi khasi earning ki ja sakti hain par ye nahi pata ha kaise. Esliye dosto aaj mai aaplogo ko 5 aeise tarike ke bare main bataunga jisse aap online earning kar sakte hain.  Mpl kya ha 2021me esse paisa kaise kamaye 1. Frelancing.                                                                   Frelancing ka matlab hota hain apni skills ko sel

Aarogya setu app kya ha sur esme register kaise kare.

          Aarogya setu app review Dosto corona virus kaal ka ek aesa rup ha jiske saamne America jaisi mahasktisali desh bhi nahi thik payi ha. Chine se nikla ye virus duniabhar me kohram macha raha ha. Ab tak lakho log es virus kuchapet me aa chuki ha. Aur india me abhi tak 15000 se adhik mamle aa chuke ha. aur Bharat sarkar dwara eski roktham ke liye kai kade kadam bhi uthaye gaye. Aarogya setu bhi enme se hi ek ha. Jise bharat sarkar dwara 3 April ko launch kiya gaya. es app ko abhi tak 2 kador se jyada log download kar chuke ha. es app ki madad se logo ko corona virus se bachne ki puri jankari milti ha yaha tak ki tak ki es app me self assessement ki madad se aap apni situation ka jayega le sakte ha ki aapko covid-19 ke lakshan to nahi ha. sarkar dwara es app ko downlod karne liye telivision me advertisment bhi diye gaye ha. To aaye jante ha esme registration kaise kare. Step 1 . Sabse pahle es app ko playstore me jake aarogya satu app ko search kar ke download kar le ya

Content writing kya ha esse paisa kaise kamaye, content लिख कर ईंटरनेट से पैसा कैसे कमाए

Content writing kya ha esse paisa kaise kamaye.                                                           Make money Online with content writing Dosto hum sabhi log rozana kuch na kuch jarur padhte ha phir chahe daily uptudate rahne ke akhabar ho, ya study ke liye books ho, diwar me laga poster ho har wo chij content ha jo kuch na kuch information de.  Yaha tak ki humlog jab internet me kuch searh karte ha to uski information bhi hume content ke rup me hi milti ha.  Aur jahir si bat ha es information ko likhne wala befijul me to ese likhega nahi. So dosto in logo ko content writer kahte ha jo apni knowlege , information, likhne ki kala ka estemal karke logo tak apni bat ko saral sabdo mr pahuchakar online,offline paisa kamate ha. To kya aap bhi content writer banana chahte ha aur online paisa kamana chahate ha . To aayeye eske bare me detail me jante ha. Kya aap content writer ban sakte ha Content writing ek kala ha appne likhe huwe lekh se logo pravawit karne ka kala . ap