Skip to main content

Posts

Featured Post

5 ways to earn money online 2020, इन 5 तरीकों से आप भी ऑनलाइन कमा सकते हैं पैसा, how to make money online in hindi

      5 waya to make money online in hindi  Aaj ki es digital life me ab har chij online hoti ja rahi ha. Yaha tak ki ab log online paisa bhi kamane lageb hain. Aur aaj ki naye yuwa pidhi bhi online kam karne me jyada jod de rahe hain. Aur online kam kare bhi kyo nahi jab online kam kar ke log na sirf paisa balki name , fame, aur ek achi life bhi ji sakti hain. aur aaj ek nahi ha aese hajaro log hain jo online kam karke lakho kama rahe hain. Aur dosto agar aap ye post padh rahe hain to eska matlab hain ki aap bhi online earning karna cahte hain. lakin dosto esme sabse badi samasya ye hain ki hum log ye to jante online kam karke achi khasi earning ki ja sakti hain par ye nahi pata ha kaise. Esliye dosto aaj mai aaplogo ko 5 aeise tarike ke bare main bataunga jisse aap online earning kar sakte hain.  Mpl kya ha 2021me esse paisa kaise kamaye 1. Frelancing.                                                                   Frelancing ka matlab hota hain apni skills ko sel
Recent posts

Top 10 youtuber in india , Top 10 most subcribed youtube channel in india in hindi 2020

Top 10 most poular youtubers in india Dosto youtube humari digital life ka bahut important hissa ban chuka hu eske bina hum apni life ki kalpana bhi nahi kar sakte ha. Aur google ke bad ye dusra sabse bada search eangne ban gaya ha. Jisme har roj kai milions search hote ha jisse hume apni jarurat ki har chij mil jati ha. Jisme kai sare youtubers apni apni videos upload karke na sirf esase online earning karte ha balki apni ek alaag pahchan bhi banate ha. Vaise to lakho indian youtubers ha jo successful ha aur esass apne sapno ko pura kar rahe ha. par bahut kam aese youtuers ha Jo apni mahnat aur majboot erado ki wajah se apna nam india ke top 10 most subcribed youtubers ki list me apna nam darj kar chuke hain. to dosto aaj ke es post main aapko india ke Top 10 Youtubers ke bare me bataane ja raha hu. Top 10 youtubers in india 1. Amit bhadana Amit bhadana india ke sabse adhik subriber wala youtube channel ke ctreater ha. Jo ki comedy videos upload karte ha.

How to be successful youtuber

Youtube me successful kaise bane Dosto agar aaplog ye post padh rahe ha to eska matlab aapne apna youtube channel bana liya ha aur usme kuch video bhi upload kar chuke ha. aur aap apne channel me subcriber aur viewers badana chahte . so dosto aaj ke es post me mai aaplogo ke sath kuch tips share karna chahta hu jisko kaye successful youtuber ne follow kiye ha. aur agar app ese  follow kare to nishit hi aap ek successful youtuber ban jayenge. Video topic Dosto youtube channel banane ke bad youtuber ke samne sabse bada challenge aata ha ki wo kis topic par banaye. kyoki kai bar hum jaldbaji me kisi bhi topic par videos banane lagte ha par bad me hume intrest aur usme knowledge kam hone par hume kafi dikkate hoti ha ki agla video kis chij me banaye.  yesliye hum kis topic par video banaye es chij ko pahle se soch ke rahna chahiye. Vaise to youtube me videos banane ke liye topics ki kami nahi ha. Jaise--comedy videos,            Prank videos,            Dance vide

Aarogya setu app kya ha sur esme register kaise kare.

          Aarogya setu app review Dosto corona virus kaal ka ek aesa rup ha jiske saamne America jaisi mahasktisali desh bhi nahi thik payi ha. Chine se nikla ye virus duniabhar me kohram macha raha ha. Ab tak lakho log es virus kuchapet me aa chuki ha. Aur india me abhi tak 15000 se adhik mamle aa chuke ha. aur Bharat sarkar dwara eski roktham ke liye kai kade kadam bhi uthaye gaye. Aarogya setu bhi enme se hi ek ha. Jise bharat sarkar dwara 3 April ko launch kiya gaya. es app ko abhi tak 2 kador se jyada log download kar chuke ha. es app ki madad se logo ko corona virus se bachne ki puri jankari milti ha yaha tak ki tak ki es app me self assessement ki madad se aap apni situation ka jayega le sakte ha ki aapko covid-19 ke lakshan to nahi ha. sarkar dwara es app ko downlod karne liye telivision me advertisment bhi diye gaye ha. To aaye jante ha esme registration kaise kare. Step 1 . Sabse pahle es app ko playstore me jake aarogya satu app ko search kar ke download kar le ya

Content writing kya ha esse paisa kaise kamaye, content लिख कर ईंटरनेट से पैसा कैसे कमाए

Content writing kya ha esse paisa kaise kamaye.                                                           Make money Online with content writing Dosto hum sabhi log rozana kuch na kuch jarur padhte ha phir chahe daily uptudate rahne ke akhabar ho, ya study ke liye books ho, diwar me laga poster ho har wo chij content ha jo kuch na kuch information de.  Yaha tak ki humlog jab internet me kuch searh karte ha to uski information bhi hume content ke rup me hi milti ha.  Aur jahir si bat ha es information ko likhne wala befijul me to ese likhega nahi. So dosto in logo ko content writer kahte ha jo apni knowlege , information, likhne ki kala ka estemal karke logo tak apni bat ko saral sabdo mr pahuchakar online,offline paisa kamate ha. To kya aap bhi content writer banana chahte ha aur online paisa kamana chahate ha . To aayeye eske bare me detail me jante ha. Kya aap content writer ban sakte ha Content writing ek kala ha appne likhe huwe lekh se logo pravawit karne ka kala . ap

Youtube se paisa kaise kamaye , how to make money online from youtube

Dosto humlog rozana youtube ka estemal karte ha phir chahe hume movie dekhna ho, song sunana ho, koi information ya  hume apni study ke liye video hi kyo na dekhna ho. Hum apni jarurat ke choti choti chij ke liye bhi youtube me hi asrit ha. Par kya apne kabhi socha ha ki youtube se hum ghar bhaithe paise kama sakte ha. youtube par lakho , kadoro videos ha jo public ke information , intertariment, daily life me uptudate rahne ka main source ha .  Jisse hume duniya bhar ki lagbhag sari information mil jati ha. Par kya aapne kabhi ye socha ha ki youtube me videos dalta kon ha aur kyo? to jawab ya ki ye koi aur hum aur aap jaise hi log . Wo aalag bat hj ki esme bade bade chanells wale kuch badi badi hasti bhi hoti ha jo esme videos upload karti ha. par genraly jo log hote ha wo aam admi hi hote jo eski madad se lakho kamte hi nahi ha balki apni ek alag pahchan bhi banate ha.  To dosto kya aap bhi youtube ki madad se online ghar baithe paisa kamana chahte ha  to chaliye

Frelancing kya ha esse paise kaise kamaye

Dosto humne kai bar suna ha  ghar bhaithe 40,000 se 50,000 rs  tak   mahina kamye     kya sach me online kam karke itni kamai ki ja sakti ha ya esse bhi jyada to  dosto sachai ye ha ki aese ek nahi  hajaro log ha jo online  ghar bhaithe kam karke hajoro nahi balki lakho kama rahe ha.  jaise youtubers, amazon sellers, share market se, app devloper , bloger, affilite marketing se  par in sabhi tarike se earning start karne  me bahut time lagta ha yaha to kai logo  2 sal se bhi jyada ho jyata ha tab jake  kahi wo success kar pate ha.                       Par  frelancing ek aise kam jisme earning start hone me jyada time nahi lagta ha.   to agar aap bhi frealancing se paisa Kamana chahte ha aur esme apna carer banana chahte ha es post ko pura padh e. es post me frelancing ke bare me puri  details me bataya gaya ha jo aapko frelancing ki dunia ko samajne me madad karega. To aaea jante ha frelancing kya ha esme  kaise kam karte ha .   Frelancing kya ha. Frealincing ka matlab