Skip to main content

5 ways to earn money online 2020, इन 5 तरीकों से आप भी ऑनलाइन कमा सकते हैं पैसा, how to make money online in hindi

      5 waya to make money online in hindi 


Aaj ki es digital life me ab har chij online hoti ja rahi ha. Yaha tak ki ab log online paisa bhi kamane lageb hain. Aur aaj ki naye yuwa pidhi bhi online kam karne me jyada jod de rahe hain.
Aur online kam kare bhi kyo nahi jab online kam kar ke log na sirf paisa balki name , fame, aur ek achi life bhi ji sakti hain. aur aaj ek nahi ha aese hajaro log hain jo online kam karke lakho kama rahe hain.
Aur dosto agar aap ye post padh rahe hain to eska matlab hain ki aap bhi online earning karna cahte hain. lakin dosto esme sabse badi samasya ye hain ki hum log ye to jante online kam karke achi khasi earning ki ja sakti hain par ye nahi pata ha kaise.
Esliye dosto aaj mai aaplogo ko 5 aeise tarike ke bare main bataunga jisse aap online earning kar sakte hain. 
1. Frelancing.                                                                   Frelancing ka matlab hota hain apni skills ko sell karke earning karna. eske liye aapke pas koi bhi aeisi skills honi chahiye jo kisi na kisi ke liye important ho. Jaise-- grafic design, website design, 2d 3d animation making, logo making, content writing etc.
Eske liye aapko kisi bhi frelancing site jaise- upwork, frelancer, trulancer, fiver etc. mai register karna hoga jisme aapke jaise talanted parson aur wo jinko koi kam karwana hota hain dono register hote hain.

2. youtube.                                                                  Youtube ek bahut popular tarika hain jisse aap na sirf paisa balki apni ek alag pahchan bhi bana sakte hain. agar aapke pas koi bhi aesa tallent jaise- dancing, acting, singing teaching video etc. hain to aap eski videos ko upload kar ke paisa ke sath popularity bhi paa sakte hain.
eske liye sabse pahle aapko ek skills dhudhana hoga eske bad aapko ek youtube channel creat kar ke usme lagatar achi achi videos upload karte rahne hain. Aur ek bar aapke channel aache subcribers aur viewer aane lage to aap adsence ke liye aaply karke earning start kar sakte hain.
aap chahe to koi aesi information ke related videos bana sakte hain jo kisi ke liye important ho. jaise-- online earning tips, educatinal videos, teaching videos, mobile review, tech videos, app review, etc.

3. Amazon seller.                                                       Aagar aap online bussiness karna chahate hain to amazon ek bahut acha platform hain jisme aap apne product ko online sell karke ghar bhaithe achi khasi earning kar sakte hain. 
Amazon me selling ka sabse bada fayaida ye hain ki aapke product ko india ke kisi bhi kone se order kiya ja sakta hain. aur ek offline bussiness se jyada achi earning kar sakte hain.
Eske liye sabse pahle aapko ek aesa product ko select karna hoga jo amazon main kafi demand me ho jaise-- toys, cloths, mobile phones, etc. Aur uske bad amazon me as a seller register karke us product ko amazon add karna hoga.

4. Bloging.                                                                         Bloging ka matlab hota hain apne knowlege, unique idea ko internet ke jariye logo tak pahuchana. Jab hum iternet me kuch bhi search karte hain to hume uske badle  jo bhi information milti hain us information ko likhna hi boig kahlata hain. ese aap apni persnal dairy bhi samaj sakte hain. 
Esme bhi aapko youtube ki tarah hi work karna padta hain. Jisme sabse pahle aapko wordpress ya blogger me register karna hoga. usme bad ek topic jaise-- make money online, technoligy tips, educatinal content, too 10 things, health etc topic me content likh ke post karte rahna hoga.
And jab aapki website me achi khasa trafic aane lagega to aap ads lagake, affilite link de ke esse online earning kar sakte hain.

5. Content writing.                                                     Agar aapko bhi likhne ka shokh hain aur aap kisi bhi chijo ko achi tarah samjha sakte hain to aap bhi content writer ban ke achi khasi earning kar sakte hain. 
Ek content writer ke pas ek option nahi hain online earning ka, aap frelancing site me logo ke liye content likh ke 10 dollors se 15 dollors tak par day ka part time work ke kama sakte hain. Ya phir aap apna khud ka website, dusro ke website me kam karke bhi earning kar sakte hain.
Dosto online earning ka ek nahi hajaro raste hain aur har raste main aapko aesse experts mil jayenge jo mahine ka lakho kama rahe hain. Jisne yaha jitni mahnet ki usne utna succes paya.
Aapko har raste ko achi tarah samajhna padega ki kon sa rasta aapke liye bana hain aap kis tarah ka kam achi taraah kar sakte hain. har raste me aapko mehnet ke sath sath pasions rakhna padega.
So good byy dosto ummed hain aapko ye article
acha laga hoga aur aapko ye article aapko ye article jara sa bhi helpful laga to please comment jarur kijiyaga aapko ek comment mujhe new new helpful information likhne main help karega.



Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Aarogya setu app kya ha sur esme register kaise kare.

          Aarogya setu app review Dosto corona virus kaal ka ek aesa rup ha jiske saamne America jaisi mahasktisali desh bhi nahi thik payi ha. Chine se nikla ye virus duniabhar me kohram macha raha ha. Ab tak lakho log es virus kuchapet me aa chuki ha. Aur india me abhi tak 15000 se adhik mamle aa chuke ha. aur Bharat sarkar dwara eski roktham ke liye kai kade kadam bhi uthaye gaye. Aarogya setu bhi enme se hi ek ha. Jise bharat sarkar dwara 3 April ko launch kiya gaya. es app ko abhi tak 2 kador se jyada log download kar chuke ha. es app ki madad se logo ko corona virus se bachne ki puri jankari milti ha yaha tak ki tak ki es app me self assessement ki madad se aap apni situation ka jayega le sakte ha ki aapko covid-19 ke lakshan to nahi ha. sarkar dwara es app ko downlod karne liye telivision me advertisment bhi diye gaye ha. To aaye jante ha esme registration kaise kare. Step 1 . Sabse pahle es app ko playstore me jake aarogya satu app ko search kar ke download kar le ya

Content writing kya ha esse paisa kaise kamaye, content लिख कर ईंटरनेट से पैसा कैसे कमाए

Content writing kya ha esse paisa kaise kamaye.                                                           Make money Online with content writing Dosto hum sabhi log rozana kuch na kuch jarur padhte ha phir chahe daily uptudate rahne ke akhabar ho, ya study ke liye books ho, diwar me laga poster ho har wo chij content ha jo kuch na kuch information de.  Yaha tak ki humlog jab internet me kuch searh karte ha to uski information bhi hume content ke rup me hi milti ha.  Aur jahir si bat ha es information ko likhne wala befijul me to ese likhega nahi. So dosto in logo ko content writer kahte ha jo apni knowlege , information, likhne ki kala ka estemal karke logo tak apni bat ko saral sabdo mr pahuchakar online,offline paisa kamate ha. To kya aap bhi content writer banana chahte ha aur online paisa kamana chahate ha . To aayeye eske bare me detail me jante ha. Kya aap content writer ban sakte ha Content writing ek kala ha appne likhe huwe lekh se logo pravawit karne ka kala . ap