Skip to main content

Amazon se online earning kaise kare


Namaskar Dosto aapka mere es blog me swagat ha. Agar aap bhi es post ko padh rahe ha to eska matlab aap bhi ghar baithe online earning karna chahte hain.

Aaj amazon puri dunia me shoping ke best online sites ban chuki ha jisme hume apni jarurat ki har chije mil jati hain yaha tak ki jo chije offline nahi milti hain.

wo chij hume esme mil jati hain.

Aaj ke es post main aapko amazon se paise kamane tarike bataunga. jisse aap bhi amazon ke sath jud kar amazon se online paise kama sakte hain.


To aaea jante hain ki amazon se paise kaise kamaye.


1.  amazon seller.   

Amazon world ki sabse badi ecommers store hain jise Mr jeffbezos ne suru kiya tha. Jo ki suruwat me ek book store tak hi simit thi.

Aur aaj amazon me lako product hain aur humari jarurat ki lagbhag har chij uplaabd hain.  Par dosto amazon me jitne bhi products hain wo sabhi amazon ke khud ke hi hote hain.
Amazon me kai sare bussinessman, manufaturaters, shpokepper esme register hote hain jo ki amazin ke jariye apne product ko sell karke online bussiness karte hain.
Agar aap bhi amazon ke jariye online bussiness karna chahte hain to sabse pahle  aapko amazon.in me seller registration karna hoga. 
Jo ki aap apne laptop, mobile ke jariye khud kar sakte hain. eske liye aapko khuch ducuments ex- gst no., mobile no., etc ki jarurat padegi.
Eske bad aapko aeise product ko select karna hain jo amazon me kafi demand me hain. Aur use amazon me list kar dijiye.
 Eske bad jab bhi kisi buyer ko aapka product acha laga aur usne aapke product ko order kiya to aapko amazon ke jariye notification aayega aur amazon ke jariye aapke product ko aapke diye huwe adress me recieve kar liya jayega. Aur aapke coustmer tak pahuchne ke bad aapka payment aapke account me transfer kar diya jayega.

2. Amazin affiliate.                                                          Amazon se online earning ka ye sabse acha tarika hain jisme aap bina kisi investment ke isse earning kar sakte hain.

Jisme aapko amazon ke kisi bhi product ko sell karwana hota hain. Eske liye aapko amazon ke kisi bhi product (jise aap sell karna hain) ki link copy ko copy karke social media aur aapne friends ke bich share karna hain.
 Aur jab koi person aapke diye huwe link se us product ko buy karta hain to esse aap ko kuch kamishan milega. jisse aaoki earning hogi.

3. Amzon fba.                                                                  Ye amazon seller ke liye best tarika hain amazon se earning karne ka. jisme aapko seller ki hi tarah hain kisi bhi ko product ko select kar ke amazon me list karna hain.

Aur esme sirf etna aantar hain ki aapka sabhi product amazon ke warehouse main rahata hain. jab bhi koi person aapke product ko order karta hain to us product ki delivery, packing, refund, replacement aur sabhi  responstibility amazon ki hoti hain.
 aapko sirf apne product ko list karna aur use amazon ke  warehouse me bhejna hain aur baki ka sara kam amazon ka hota hain.

4. Amazon m turck.                                                        Amazon m turck amazon ke dwara 2005 me suru kya gaya hain. Jo ek frealancing ki tarah hain ha jisme aapko kai tarah ke chote chote work milte hain jise karke achi khasi earning kar sakte hain. 

Jaise frelancing me chote chote work karke online earning ki jati hain thik esme bhi aapko   survey, billing work, photo decription, form filling, jaise work karke online earning kar sakte hain. 
Eske liye aapko es link me click karke.    https://www.mturk.com/  esme register karana hoga.
So dosto aapko ye post kaisa laga comment karke jarur bataye.
                                                   

Comments

Popular posts from this blog

Aarogya setu app kya ha sur esme register kaise kare.

          Aarogya setu app review Dosto corona virus kaal ka ek aesa rup ha jiske saamne America jaisi mahasktisali desh bhi nahi thik payi ha. Chine se nikla ye virus duniabhar me kohram macha raha ha. Ab tak lakho log es virus kuchapet me aa chuki ha. Aur india me abhi tak 15000 se adhik mamle aa chuke ha. aur Bharat sarkar dwara eski roktham ke liye kai kade kadam bhi uthaye gaye. Aarogya setu bhi enme se hi ek ha. Jise bharat sarkar dwara 3 April ko launch kiya gaya. es app ko abhi tak 2 kador se jyada log download kar chuke ha. es app ki madad se logo ko corona virus se bachne ki puri jankari milti ha yaha tak ki tak ki es app me self assessement ki madad se aap apni situation ka jayega le sakte ha ki aapko covid-19 ke lakshan to nahi ha. sarkar dwara es app ko downlod karne liye telivision me advertisment bhi diye gaye ha. To aaye jante ha esme registration kaise kare. Step 1 . Sabse pahle es app ko playstore me jake aarogya satu app ko search kar ke download kar le ya

5 ways to earn money online 2020, इन 5 तरीकों से आप भी ऑनलाइन कमा सकते हैं पैसा, how to make money online in hindi

      5 waya to make money online in hindi  Aaj ki es digital life me ab har chij online hoti ja rahi ha. Yaha tak ki ab log online paisa bhi kamane lageb hain. Aur aaj ki naye yuwa pidhi bhi online kam karne me jyada jod de rahe hain. Aur online kam kare bhi kyo nahi jab online kam kar ke log na sirf paisa balki name , fame, aur ek achi life bhi ji sakti hain. aur aaj ek nahi ha aese hajaro log hain jo online kam karke lakho kama rahe hain. Aur dosto agar aap ye post padh rahe hain to eska matlab hain ki aap bhi online earning karna cahte hain. lakin dosto esme sabse badi samasya ye hain ki hum log ye to jante online kam karke achi khasi earning ki ja sakti hain par ye nahi pata ha kaise. Esliye dosto aaj mai aaplogo ko 5 aeise tarike ke bare main bataunga jisse aap online earning kar sakte hain.  Mpl kya ha 2021me esse paisa kaise kamaye 1. Frelancing.                                                                   Frelancing ka matlab hota hain apni skills ko sel

Content writing kya ha esse paisa kaise kamaye, content लिख कर ईंटरनेट से पैसा कैसे कमाए

Content writing kya ha esse paisa kaise kamaye.                                                           Make money Online with content writing Dosto hum sabhi log rozana kuch na kuch jarur padhte ha phir chahe daily uptudate rahne ke akhabar ho, ya study ke liye books ho, diwar me laga poster ho har wo chij content ha jo kuch na kuch information de.  Yaha tak ki humlog jab internet me kuch searh karte ha to uski information bhi hume content ke rup me hi milti ha.  Aur jahir si bat ha es information ko likhne wala befijul me to ese likhega nahi. So dosto in logo ko content writer kahte ha jo apni knowlege , information, likhne ki kala ka estemal karke logo tak apni bat ko saral sabdo mr pahuchakar online,offline paisa kamate ha. To kya aap bhi content writer banana chahte ha aur online paisa kamana chahate ha . To aayeye eske bare me detail me jante ha. Kya aap content writer ban sakte ha Content writing ek kala ha appne likhe huwe lekh se logo pravawit karne ka kala . ap