Skip to main content

Frelancing kya ha esse paise kaise kamaye

Dosto humne kai bar suna ha ghar bhaithe 40,000 se 50,000 rs  tak  mahina kamye  kya sach me online kam karke itni kamai ki ja sakti ha ya esse bhi jyada to  dosto sachai ye ha ki aese ek nahi hajaro log ha jo online ghar bhaithe kam karke hajoro nahi balki lakho kama rahe ha.
 jaise youtubers, amazon sellers, share market se, app devloper , bloger, affilite marketing se par in sabhi tarike se earning start karne me bahut time lagta ha yaha to kai logo 2 sal se bhi jyada ho jyata ha tab jake kahi wo success kar pate ha.                       Par frelancing ek aise kam jisme earning start hone me jyada time nahi lagta ha. to agar aap bhi frealancing se paisa Kamana chahte ha aur esme apna carer banana chahte ha es post ko pura padhe. es post me frelancing ke bare me puri details me bataya gaya ha jo aapko frelancing ki dunia ko samajne me madad karega.
To aaea jante ha frelancing kya ha esme  kaise kam karte ha .


 Frelancing kya ha.

Frealincing ka matlab hota ha apne hunar
Ka estemal karke frelancing site se online.    earning karana.
dosto frelancing karne ke liye aapko          frelaancing site me register karna hota ha jisme frelancer aur jisko kam karwana hota dono register hote ha. 
maan ligiye aapko grafics design karna aata ha and kisi person ko grafics design karwana ha to wo person aapko frelancing site me contact karega aur ek bar aapne uska uska kam kar diya to wo person aapke payment Ko frelancing site me bhej dega jise ap apne bank me transfer kar sakte ha.        es tarah aap aalag alag persons ke liye kam karke earning kar sakte ha.
  

  Frealncing ke liye kya kya jaruri ha

  
 1. Ek system laptop ya androide mobile
 2. Apka pas koi skills(hunar) honi chahiye
 3. email id
 4. Bank account
   

 Frelancing me kon si skills chahiye


Waise to frelancing me ek nahi kai skills ho sakti ha. aapko jo bhi skillls aata ha jo dusro ke liye important ha aap uski servise de sakte ha.

 but kuch important skills jo india me bahut   demand me ha.

 1. Grfics desigen

 2. web devloper.
 3. website design
 4. Data entery
 5. Software design
 4. Photoeditor
 7. Video editing
 8. 3d , 2d animation making
 9. Content writing
10. Article writing
11. Email marketing.
12. Logo making 
  
Dosto agar aapke pas enme se koi  bhi skills
to aap frealancing kar sakte ha aur esme
aap apna carear bana sakte ha.
Par dosto agar aapke pass koi skills nahi
to nirash mat howiye. aap sabse pahle
apne skills ko devlop kijiye 6 mahine ka
Adca computer course kijiye jisme aap
data entrey relateted worlk jaise , web.        scraping, excell me work karna aesi bahut.  sari chije sikh sakte ha . jisse aap data. entery work ki servise frelancing me. dekar  starting acha paisa earn kar sakte ha. jaise jaise aapki earning hogi waise waise aap new skills ko sikh kar uski servises de kar jyada profit earn kar sakte ha.
   

 Frelancing karke kitni earning ki ja skti ha:


dosto aese kai saro log ha frelancing site me kam karka mahine ka lakho kamate ha aap google me search karke ya youtube video se bhi enke bare me jan sakte ha.

Dosto aap frelancing karke kitna earn kar sakte ha Ye aapki skills pe depend karta ha . aapke pas jitni high demanded skills hogi aapki utni jyada earning hogi . but starting me 10000 se 15000rs tak earning kar sakte ha and jab aap usi kam ko regulari karte rahte ha to ek time aesa ayega jab aap 40,000 se 50,000rs mahina tak aasani se earn kar sakte ha.


Frelancing me carear banane me kitna time lagta ha.
  
Dosto ye to aapki skills aur aapki mahnat par depend karta ha ki aapki earning start hone me kitna time lagega. dosto dekha jaye jaye to lagbag logo ko 2 se 3 month tak lag jata ha esse first earning niklne me  aur kisi kisi ko 1 month me hi result mil jata ha. dosto sabse important bat agar aap frealancing karna chahte aur esme  success  chahte ha to apko thora pations rakhna padega aur  jab bhi aapko pahla kam milega to koshis kijiye aapne client ke diye gaye kam ko kam se kam paise me kijiye. 

 Frelancing kaise kare.

  
Frelancing karne ke liye aapko frelancing site me register karna hoga. jaise fiver,upwork,frelancer . register karne ke bad apko apne skills ke related bahut sare kam dikhai denge jisme aapko bid lagana hoga . jisme apki tarah sabhi frelancer bid lagate ha aur kam post karne wale ko jis bhi frelancer ka bid acha laga ha wo uske bid ko ascept karke use kam de deta ha.
es tarah alag alag frelancing site me alag alag tarah se work hota ha.


Frelancing sites

1. Frelancer
2. Trulancer
3. Upwork
4. Fiver

And aese aur bhi kai websites ha jisme aap frelancing kar sakte.

So byy dosto ummed ha aapko es post me puri jankari mili hogi.

Comments

Popular posts from this blog

5 ways to earn money online 2020, इन 5 तरीकों से आप भी ऑनलाइन कमा सकते हैं पैसा, how to make money online in hindi

      5 waya to make money online in hindi  Aaj ki es digital life me ab har chij online hoti ja rahi ha. Yaha tak ki ab log online paisa bhi kamane lageb hain. Aur aaj ki naye yuwa pidhi bhi online kam karne me jyada jod de rahe hain. Aur online kam kare bhi kyo nahi jab online kam kar ke log na sirf paisa balki name , fame, aur ek achi life bhi ji sakti hain. aur aaj ek nahi ha aese hajaro log hain jo online kam karke lakho kama rahe hain. Aur dosto agar aap ye post padh rahe hain to eska matlab hain ki aap bhi online earning karna cahte hain. lakin dosto esme sabse badi samasya ye hain ki hum log ye to jante online kam karke achi khasi earning ki ja sakti hain par ye nahi pata ha kaise. Esliye dosto aaj mai aaplogo ko 5 aeise tarike ke bare main bataunga jisse aap online earning kar sakte hain.  Mpl kya ha 2021me esse paisa kaise kamaye 1. Frelancing.                                                                   Frelancing ka matlab hota hain apni skills ko sel

Aarogya setu app kya ha sur esme register kaise kare.

          Aarogya setu app review Dosto corona virus kaal ka ek aesa rup ha jiske saamne America jaisi mahasktisali desh bhi nahi thik payi ha. Chine se nikla ye virus duniabhar me kohram macha raha ha. Ab tak lakho log es virus kuchapet me aa chuki ha. Aur india me abhi tak 15000 se adhik mamle aa chuke ha. aur Bharat sarkar dwara eski roktham ke liye kai kade kadam bhi uthaye gaye. Aarogya setu bhi enme se hi ek ha. Jise bharat sarkar dwara 3 April ko launch kiya gaya. es app ko abhi tak 2 kador se jyada log download kar chuke ha. es app ki madad se logo ko corona virus se bachne ki puri jankari milti ha yaha tak ki tak ki es app me self assessement ki madad se aap apni situation ka jayega le sakte ha ki aapko covid-19 ke lakshan to nahi ha. sarkar dwara es app ko downlod karne liye telivision me advertisment bhi diye gaye ha. To aaye jante ha esme registration kaise kare. Step 1 . Sabse pahle es app ko playstore me jake aarogya satu app ko search kar ke download kar le ya

Content writing kya ha esse paisa kaise kamaye, content लिख कर ईंटरनेट से पैसा कैसे कमाए

Content writing kya ha esse paisa kaise kamaye.                                                           Make money Online with content writing Dosto hum sabhi log rozana kuch na kuch jarur padhte ha phir chahe daily uptudate rahne ke akhabar ho, ya study ke liye books ho, diwar me laga poster ho har wo chij content ha jo kuch na kuch information de.  Yaha tak ki humlog jab internet me kuch searh karte ha to uski information bhi hume content ke rup me hi milti ha.  Aur jahir si bat ha es information ko likhne wala befijul me to ese likhega nahi. So dosto in logo ko content writer kahte ha jo apni knowlege , information, likhne ki kala ka estemal karke logo tak apni bat ko saral sabdo mr pahuchakar online,offline paisa kamate ha. To kya aap bhi content writer banana chahte ha aur online paisa kamana chahate ha . To aayeye eske bare me detail me jante ha. Kya aap content writer ban sakte ha Content writing ek kala ha appne likhe huwe lekh se logo pravawit karne ka kala . ap