Skip to main content

How to be successful youtuber

Youtube me successful kaise bane
Dosto agar aaplog ye post padh rahe ha to eska matlab aapne apna youtube channel bana liya ha aur usme kuch video bhi upload kar chuke ha.

aur aap apne channel me subcriber aur viewers badana chahte .

so dosto aaj ke es post me mai aaplogo ke sath kuch tips share karna chahta hu jisko kaye successful youtuber ne follow kiye ha.

aur agar app ese  follow kare to nishit hi aap ek successful youtuber ban jayenge.


Video topic

Dosto youtube channel banane ke bad youtuber ke samne sabse bada challenge aata ha ki wo kis topic par banaye.

kyoki kai bar hum jaldbaji me kisi bhi topic par videos banane lagte ha par bad me hume intrest aur usme knowledge kam hone par hume kafi dikkate hoti ha ki agla video kis chij me banaye.

 yesliye hum kis topic par video banaye es chij ko pahle se soch ke rahna chahiye.

Vaise to youtube me videos banane ke liye topics ki kami nahi ha.

Jaise--comedy videos,
           Prank videos,
           Dance videos
           Teaching videos
           Online computer class
           Tech and tutorials
           Movies review and best movie.                         suggestion
           Educatinal videos ( study related.                   videos )
           Traveling videos
           Health videos
           Scinence experemt
           Gaming videos ( pubg/ kisi bhi game               ka game play)

Aur aeise kai topics ha jime aap videos bana sakte ha.

Lakin Jaha tak mera manana aap sirf us tipics pe video banaye jisme aapka interest ho aur jisme aapka man lage.

 Ye sirf kahne ki bat nahi ha es bat ko India ke top youtubers mr bhuvan bham jo ki
 bb ki vines channel ke creater ha aur gaurav chadhari jo technical gruji ke creater ha unhone es bat ko sabit bhi kiye.

Dosto agar aapko bhuvan bham ke bare me nahi pata to main aapko bata du.

 Bhuvam bhan youtube me bb ki vines ke nam se channel challate ha . Aur enke ab 17 million se adhik subribers ha. Aur enki success ka sabse bada raz yahi ha ki unhone apni interest ki topics par videos banaye ur usme salo tak mehnet karte rahe . Aur aaj wo india ke top 5 youtubers ki list me ha.

Aur mr gaurav chaudhari jo ki youtube me technical guruji ke nam se youtube channel chalate ha. aur abhi tak inke 15 milion se adhik subsriber ho chuke ha.  unhe mobile phone electrical gadjets me bahut intrest thi esliye unhone bhi apne intrest ke topics par videos banaye aur lagatar mehnet karne ke bad successful huwe ha.

Ab to aap samaj gaye honge ki aapko kis topic me video banana hoga.


Patience rakhe

Dosto youtube me carear banane ka matlab ha ek vriksh ko lagakar uki tab tak dekhbhal karte rahna jabtak wo fal na de aur uske bad bhi.

Use har khatre se bachakar rakhna aur uske piche 1 se 2 sal tak lagatar mehnet karna ke bad hi wo vriksh fal deta ha .

thik usi tarah youtube me bhi aapko lagatar mehnat karte rahna hoga. Jaha success milna bahut hu muskil ha.

 Yaha aate to bahut log ha par gine chune log hi tik pata. Aur esme kamsekam 1 year  ka entegar karna pad sakta ha.

es karan kai sare log to youtube ko bhich me hi chod ke chale jate ha. Aur phir kabhi youtube ki tarah aate bhi nahe.

to dosto aap aeasa mat kijiye. Kyoki etna nishit ha agar aap lagatar esme mahnet karte rahte aur ache ache videos upload karte rahte ha.

to wo din dur nahi ha jab aapke bhi dher sare subcribers aur viewers honge jo aapke videos ka entegar karenge aur aap bhi dusre youtuber ki tarah youtube se earning kar payenge.


Regularly upload video

Dosto kisi bhi kam me success pane ke liye pane ke liye mahanat ke sath sath us kam ko regulary karte rahna padta ha.

 Ye baat to bahut jaruri ho jati ha jab aap youtube me strugle kar rahe ho.

kyoki strarting me har youtubers ke videos me views aur subcribers lagbhag na ke baraber hoti.

Aur yahi wo stage hoti ha jab aap apne subcribers&viewers ko regularly achi videos post kar ke badha sakte ha.

aap jitne videos post karenge utna hi jyda aapke success ke chanse badh jate ha.



SEO

Seo yani Search Engine Optimization jo kisi bhi youtuber ke liye bahut jaruri ha.

Seo aapke video ko youtube me viewers tak pahuchane me madad karta ha.

Aur suruwat me jab aapka subcriber bahut kam tab aapke channel me view seo ki vajah se hi aate ha.

 Seo kya ha ese kaise karte ha aap ese youtube, aur google me me tarah se samajh sakte.



Friends ki madad le

Suruwat me aapke channel ko aapke friends ke aalwa koi nahi janta ha.

aapka pahle subcsriber aur viewers aapke friends hi hote ha.

Aur aapke friends aapke liye naa sirf viewers balki subcsriber lane me bhi aapki kafi madad kar sakti ha.

 Esliye aapko unki madad lani chahiye.


Reply coment

Kisi bhi youtuber ke liye uske viewers bhagwan jaise hote ha aur agar wo aapke videos me coment kare to reply karna bahut jaruri ha.

Kyoki koi bhi viewers aapki video me tabhi comment karta ha jab usse aapki videos bahut achi lage ya use kuch doubt ho aese me agar aap uska reply kar de.

 to use aapme aur aapki videos me alag hi intrest aa jata ha. aur bahut adhik chance rahta ha ki wo age bhi aapki videos dekhe.

 Jo aapke channel ke liye bahut jaruri ha.


Join facebook group

Facebook me youtube group ko join kare jisme kai sare youtubers hote.

 us group me sabhi log aapni apni problem,  success tips share karte rahte ha jisase aaapko kafi help milegi.

aapki koi bhi problem ho to aap us group ke jariye solve kar sakte ha.

Ye kuch important tips thi jise kahi na kahi har successful youtuber fallow karta ha.
Aur ummeed ha aap bhi fallow karenge.





Comments

Popular posts from this blog

5 ways to earn money online 2020, इन 5 तरीकों से आप भी ऑनलाइन कमा सकते हैं पैसा, how to make money online in hindi

      5 waya to make money online in hindi  Aaj ki es digital life me ab har chij online hoti ja rahi ha. Yaha tak ki ab log online paisa bhi kamane lageb hain. Aur aaj ki naye yuwa pidhi bhi online kam karne me jyada jod de rahe hain. Aur online kam kare bhi kyo nahi jab online kam kar ke log na sirf paisa balki name , fame, aur ek achi life bhi ji sakti hain. aur aaj ek nahi ha aese hajaro log hain jo online kam karke lakho kama rahe hain. Aur dosto agar aap ye post padh rahe hain to eska matlab hain ki aap bhi online earning karna cahte hain. lakin dosto esme sabse badi samasya ye hain ki hum log ye to jante online kam karke achi khasi earning ki ja sakti hain par ye nahi pata ha kaise. Esliye dosto aaj mai aaplogo ko 5 aeise tarike ke bare main bataunga jisse aap online earning kar sakte hain.  Mpl kya ha 2021me esse paisa kaise kamaye 1. Frelancing.                                                                   Frelancing ka matlab hota hain apni skills ko sel

Aarogya setu app kya ha sur esme register kaise kare.

          Aarogya setu app review Dosto corona virus kaal ka ek aesa rup ha jiske saamne America jaisi mahasktisali desh bhi nahi thik payi ha. Chine se nikla ye virus duniabhar me kohram macha raha ha. Ab tak lakho log es virus kuchapet me aa chuki ha. Aur india me abhi tak 15000 se adhik mamle aa chuke ha. aur Bharat sarkar dwara eski roktham ke liye kai kade kadam bhi uthaye gaye. Aarogya setu bhi enme se hi ek ha. Jise bharat sarkar dwara 3 April ko launch kiya gaya. es app ko abhi tak 2 kador se jyada log download kar chuke ha. es app ki madad se logo ko corona virus se bachne ki puri jankari milti ha yaha tak ki tak ki es app me self assessement ki madad se aap apni situation ka jayega le sakte ha ki aapko covid-19 ke lakshan to nahi ha. sarkar dwara es app ko downlod karne liye telivision me advertisment bhi diye gaye ha. To aaye jante ha esme registration kaise kare. Step 1 . Sabse pahle es app ko playstore me jake aarogya satu app ko search kar ke download kar le ya

Content writing kya ha esse paisa kaise kamaye, content लिख कर ईंटरनेट से पैसा कैसे कमाए

Content writing kya ha esse paisa kaise kamaye.                                                           Make money Online with content writing Dosto hum sabhi log rozana kuch na kuch jarur padhte ha phir chahe daily uptudate rahne ke akhabar ho, ya study ke liye books ho, diwar me laga poster ho har wo chij content ha jo kuch na kuch information de.  Yaha tak ki humlog jab internet me kuch searh karte ha to uski information bhi hume content ke rup me hi milti ha.  Aur jahir si bat ha es information ko likhne wala befijul me to ese likhega nahi. So dosto in logo ko content writer kahte ha jo apni knowlege , information, likhne ki kala ka estemal karke logo tak apni bat ko saral sabdo mr pahuchakar online,offline paisa kamate ha. To kya aap bhi content writer banana chahte ha aur online paisa kamana chahate ha . To aayeye eske bare me detail me jante ha. Kya aap content writer ban sakte ha Content writing ek kala ha appne likhe huwe lekh se logo pravawit karne ka kala . ap