Skip to main content

Aarogya setu app kya ha sur esme register kaise kare.

         Aarogya setu app review

Dosto corona virus kaal ka ek aesa rup ha jiske saamne America jaisi mahasktisali desh bhi nahi thik payi ha. Chine se nikla ye virus duniabhar me kohram macha raha ha. Ab tak lakho log es virus kuchapet me aa chuki ha. Aur india me abhi tak 15000 se adhik mamle aa chuke ha. aur Bharat sarkar dwara eski roktham ke liye kai kade kadam bhi uthaye gaye.

Aarogya setu bhi enme se hi ek ha. Jise bharat sarkar dwara 3 April ko launch kiya gaya. es app ko abhi tak 2 kador se jyada log download kar chuke ha. es app ki madad se logo ko corona virus se bachne ki puri jankari milti ha yaha tak ki tak ki es app me self assessement ki madad se aap apni situation ka jayega le sakte ha ki aapko covid-19 ke lakshan to nahi ha. sarkar dwara es app ko downlod karne liye telivision me advertisment bhi diye gaye ha.

To aaye jante ha esme registration kaise kare.

Step 1. Sabse pahle es app ko playstore me jake aarogya satu app ko search kar ke download kar le ya niche diye link dwara downlod kar kar le .
 https://play.google.com/store/apps/details?id=nic.goi.aarogyasetu
 
Step 2-  download karne ke bad ese apen kar le. Aur aake samne ye page open ho gayega. Jisme aapko language select karna ha.


Step-3  ab aapke samne ye new page open ho gayega jisme aapko next next pe click karte rahna h.                                                
 




Step-4  Aur eske bad new page open ho gayega jisme register now me click kar de.


Step-5  Aur eske bad ek new page open ho hayega. Jisme aapse aapke location aur bluetooth on karne ka permisoin liya jiyega jisse aapke area me covid 19 se sankramit vakti ha ya nahi eski jankari aapko di jayegi eske liye aapko i agree me click karna ha.

Step-6 Eske bad ek new page open ho            gayega jisme aapko aapna moblile no.          register karna hoga.                                   
   
                             
Aur eske bad new page open ho jayega         jisme aapse kuch information liya jayega     aapka  name , Gender jise fill karne ke bad   aapka registration complete ho gayega.                      

 Es app ka use kaise kare.                                              
 Registration ke bad agar aapke samne es      tarah ka green page open hota ha to eska     matlab aap surkshit ha aapke area me           covid-19 se sankramit vyakti nahi ha.           
       
                                     
Par phir bhi aapko es bat ka dhyan rakhna ha ki social distance bana rahe.


Par agar aapke samne registration ke bad yellow page open hota ha to matlab aapka area me covid-19 se sankramit vyakti ha aapko apne ghar me rah kar social distance ka paalan karna hoga. 
                 

Aur es app me covid update me click karke aap india me total corona virus se abtak      kitne log sankramit ha aur kitna esse thik   huwe ha ye sabhi information dekh sakte  ha.                                                                      

                                                     
Aur es app ke jariye aap pm cares me  donation bhi de sakte ha.                             

Ummed ha aapko mere dwara di gaye information achi lagi hogi.

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

5 ways to earn money online 2020, इन 5 तरीकों से आप भी ऑनलाइन कमा सकते हैं पैसा, how to make money online in hindi

      5 waya to make money online in hindi  Aaj ki es digital life me ab har chij online hoti ja rahi ha. Yaha tak ki ab log online paisa bhi kamane lageb hain. Aur aaj ki naye yuwa pidhi bhi online kam karne me jyada jod de rahe hain. Aur online kam kare bhi kyo nahi jab online kam kar ke log na sirf paisa balki name , fame, aur ek achi life bhi ji sakti hain. aur aaj ek nahi ha aese hajaro log hain jo online kam karke lakho kama rahe hain. Aur dosto agar aap ye post padh rahe hain to eska matlab hain ki aap bhi online earning karna cahte hain. lakin dosto esme sabse badi samasya ye hain ki hum log ye to jante online kam karke achi khasi earning ki ja sakti hain par ye nahi pata ha kaise. Esliye dosto aaj mai aaplogo ko 5 aeise tarike ke bare main bataunga jisse aap online earning kar sakte hain.  Mpl kya ha 2021me esse paisa kaise kamaye 1. Frelancing.                                                                   Frelancing ka matlab hota hain apni skills ko sel

Content writing kya ha esse paisa kaise kamaye, content लिख कर ईंटरनेट से पैसा कैसे कमाए

Content writing kya ha esse paisa kaise kamaye.                                                           Make money Online with content writing Dosto hum sabhi log rozana kuch na kuch jarur padhte ha phir chahe daily uptudate rahne ke akhabar ho, ya study ke liye books ho, diwar me laga poster ho har wo chij content ha jo kuch na kuch information de.  Yaha tak ki humlog jab internet me kuch searh karte ha to uski information bhi hume content ke rup me hi milti ha.  Aur jahir si bat ha es information ko likhne wala befijul me to ese likhega nahi. So dosto in logo ko content writer kahte ha jo apni knowlege , information, likhne ki kala ka estemal karke logo tak apni bat ko saral sabdo mr pahuchakar online,offline paisa kamate ha. To kya aap bhi content writer banana chahte ha aur online paisa kamana chahate ha . To aayeye eske bare me detail me jante ha. Kya aap content writer ban sakte ha Content writing ek kala ha appne likhe huwe lekh se logo pravawit karne ka kala . ap