Skip to main content

amazon seller registration kaise kare step by step guide in hindi.

Amazon seller registration process

Dosto agar aap ye post par rahe ha to eska matlab aap bhi apne bussiness se online 
Paisa kamana chahte ha. And apne bussiness ko badhana chahte ha.

Dekha jaye to ab dhire dhire har chij online hoti ja rahi ha. log har chij online karna pasand kar rahe ha.

Abhi tak lakhko indians apne bussiness ko online jod chuke. and offline market se jyada acha earning kar rahe ha.
 To hum aur aap kyo piche rahe is digital life me.

Es post mai appko amazon seller registration ki full process batiye gaye ha. Aur sath hi sath esse realeted sabhi chije bhi.
So dosto es post ko pura padhiyega tabhi aap eski full process samaj payenge.

Amazon me product ko kyo sell kare.
Amazon me selling sabse bada faida ye ha ki aapka product amazon ke jariye kardoro coustmer tak pahuch sakta ha. aapke product ko india ke kisi bhi kone se order kiya ja skta ha. apka product 24 hour tak sell hone ke liye redy rahta ha


Amzon me registration ke liye Document

 1. Pan card
 2. G.S.T no.
 3. Email id.
 4. Phone no.


Amazon.in seller registration process.



Step 1. Amazon registration ke liye apne google crome browser me -''amazon seller registration" search kare and aapke samne ye page open ho gayega. 
jisme aap amazon.servise.in me click kare.
           


Step2. Eske bad aap ''creat free bussiness           acount"  me click kare.                                                       

  

Step3.  Aur esme sabse pahle aap apna email id fill karke submit button me click kar de.

  eske bad aapke email me otp aayega use          submit kar de.                                                                                                                     



Step4.  Aur es page me apne mobile no. dal de.                                                                       

And eske bad us mobile no. me otp aayega   and use dal de.                                                    




Step5. And es page me aapko apna name.       phone no., bussiness type ,and aapne.              bussiness ke adress , gst no. ko bhar ke            submit kar de.                                                      


                    
Step6. And es page me aapko product type, product categery select kar ke next me click kar de.                                                                  
                                    

       
Step7.  And es page me gst no., pan no. de ke nexloopt button me click kar dena ha.                                                                            




 Step8.  And es page me aap "start listing" me click karke aap apne product amazon me add kar sakte ha. 

eske bad bank account details, and shipping details, and sabsse last  wale option aapko aapne signature ki photo add karni ha 



 Es tarh apki amazon seller rajistration complete ho gaye.                                                  


     
      









Comments

Popular posts from this blog

Aarogya setu app kya ha sur esme register kaise kare.

          Aarogya setu app review Dosto corona virus kaal ka ek aesa rup ha jiske saamne America jaisi mahasktisali desh bhi nahi thik payi ha. Chine se nikla ye virus duniabhar me kohram macha raha ha. Ab tak lakho log es virus kuchapet me aa chuki ha. Aur india me abhi tak 15000 se adhik mamle aa chuke ha. aur Bharat sarkar dwara eski roktham ke liye kai kade kadam bhi uthaye gaye. Aarogya setu bhi enme se hi ek ha. Jise bharat sarkar dwara 3 April ko launch kiya gaya. es app ko abhi tak 2 kador se jyada log download kar chuke ha. es app ki madad se logo ko corona virus se bachne ki puri jankari milti ha yaha tak ki tak ki es app me self assessement ki madad se aap apni situation ka jayega le sakte ha ki aapko covid-19 ke lakshan to nahi ha. sarkar dwara es app ko downlod karne liye telivision me advertisment bhi diye gaye ha. To aaye jante ha esme registration kaise kare. Step 1 . Sabse pahle es app ko playstore me jake aarogya satu app ko search kar ke download kar le ya

5 ways to earn money online 2020, इन 5 तरीकों से आप भी ऑनलाइन कमा सकते हैं पैसा, how to make money online in hindi

      5 waya to make money online in hindi  Aaj ki es digital life me ab har chij online hoti ja rahi ha. Yaha tak ki ab log online paisa bhi kamane lageb hain. Aur aaj ki naye yuwa pidhi bhi online kam karne me jyada jod de rahe hain. Aur online kam kare bhi kyo nahi jab online kam kar ke log na sirf paisa balki name , fame, aur ek achi life bhi ji sakti hain. aur aaj ek nahi ha aese hajaro log hain jo online kam karke lakho kama rahe hain. Aur dosto agar aap ye post padh rahe hain to eska matlab hain ki aap bhi online earning karna cahte hain. lakin dosto esme sabse badi samasya ye hain ki hum log ye to jante online kam karke achi khasi earning ki ja sakti hain par ye nahi pata ha kaise. Esliye dosto aaj mai aaplogo ko 5 aeise tarike ke bare main bataunga jisse aap online earning kar sakte hain.  Mpl kya ha 2021me esse paisa kaise kamaye 1. Frelancing.                                                                   Frelancing ka matlab hota hain apni skills ko sel

Content writing kya ha esse paisa kaise kamaye, content लिख कर ईंटरनेट से पैसा कैसे कमाए

Content writing kya ha esse paisa kaise kamaye.                                                           Make money Online with content writing Dosto hum sabhi log rozana kuch na kuch jarur padhte ha phir chahe daily uptudate rahne ke akhabar ho, ya study ke liye books ho, diwar me laga poster ho har wo chij content ha jo kuch na kuch information de.  Yaha tak ki humlog jab internet me kuch searh karte ha to uski information bhi hume content ke rup me hi milti ha.  Aur jahir si bat ha es information ko likhne wala befijul me to ese likhega nahi. So dosto in logo ko content writer kahte ha jo apni knowlege , information, likhne ki kala ka estemal karke logo tak apni bat ko saral sabdo mr pahuchakar online,offline paisa kamate ha. To kya aap bhi content writer banana chahte ha aur online paisa kamana chahate ha . To aayeye eske bare me detail me jante ha. Kya aap content writer ban sakte ha Content writing ek kala ha appne likhe huwe lekh se logo pravawit karne ka kala . ap